13/07/2026
Mafhoom e Hadees Shareef
Hazrat Ibne Abbas Radiyallahuanhu Se Riwayat Hai Rasoolullah ﷺ Ne Farmaya
"Jisne Istagfar Ki Kasrat Ki, ALLAH Ta'aala Uske Liye Har Mushkil Asaan Farma Dega, Har Tangi Se Najaat Ka Raasta Faraham Farmaega, Aur Usko Aisi Jagah Se Rozi Pahuchegi Jaha Uska Waham o Guman Tak Na Jaaega."
▪️(Kanzul Ummal Jild 1 Juzz 1 Safah 306 Hadees 2069.)