10/04/2026
Duniya ki har chamak, har daulat, har takat… sab yahin reh jaati hai.
Aakhir ek din humein mitti mein laut jaana hai.
Na status ka ghamand chalega, na paison ki taqat.
Jo saath jayega wo sirf humare aamaal (deeds) honge.
Isliye zindagi ko samajh kar jeeyo, insaaniyat ke saath jeeyo,
aur hamesha yaad rakho —
"Kullu nafsin zaiqatul maut" 🤍