11/10/2026
Haji Ali Dargah Mumbai ka ek khoobsurat roohani manzar 🕌🌙
Dargah ka rasta, samundar, khoobsurat gumbad ke upar udte parinde aur Mazar Shareef ki dilkash sajawat ko cinematic andaaz mein pesh kiya gaya hai. ✨💚
Allah Ta‘ala hum sabki jaayez duayein qubool farmaye. Aameen 🤲
Haji Ali Dargah, Haji Ali Sharif, Haji Ali Mumbai, Haji Ali Dargah Mumbai,