03/09/2023
Salam
Saal ka sb se bara majma 3 din bd numaish se kharadar ki trf rawa dawa hoga
Pakistanio is majmy mai shareek ho
Alam na uthao
Taboot na uthao
Matam k liye hath na uthao
Magar apny haq k liye shareek ho kr awaz to uthao
Choty choty hisso mai tukro mai kbhi frq nhi pry ga kabhi TAJIR uthty hain to kabhi BIJLI se pareshan ek ilaqa to kabhi GAS se pareshan ek ilaqa to kabhi PANI se pareshan ek to kabhi MEHNGAI se pareshan ek tabqa uthta hai ab sb mil kr utho
yeh majma gair shio k khilaf nhi nikala jata yeh hmesha patil k khilaf nikala jata hai.
Pakistanio mulk k batil k khilaf mulk dushmano k khilaf awaz uthao or bila tafreek is majmy mai shamil ho