18/02/2026
"Assalam-o-Alaikum doston! β¨
βMujhe batate hue bahut khushi ho rahi hai ki aaj se humne 'Ozone marketing' ka aaghaz kar diya hai! π
βMera maqsad sirf marketing karna nahi, balki local businesses aur logon ki digital duniya mein pehchan banana hai. Agar aap apne business ko social media ke zariye badhana chahte hain ya Dr. Rashid ki sikhayi hui modern marketing techniques ko apne kaam mein lana chahte hain, toh humse rabta karein.
βAapki kamyabi hi hamari kamyabi hai! Hamare page ko follow karein aur is safar mein hamara saath dein. π
βπ MM Alam Road, Gulberg III, Lahore
π WhatsApp: 03238416315
π§ Email: [email protected]"