16/02/2026
Yeh hai asli gaon ka 100% shuddh desi ghee 🐄🔥
Subah ke taazay doodh se shuru hota hai safar… phir malai, makhan aur aakhir mein ban jata hai chamakta hua golden ghee ✨
Gaon ki mehnati auratein traditional tareeke se yeh pure desi ghee tayar karti hain.
Agar aap bhi asli organic ghee pasand karte hain to video ko like aur share zaroor karein ❤️
DesiGhee