13/08/2025
"14 Augustโฆ Azadi ka din, qurbaniyon ki yaad, aur azm-e-nau ka wada.
Ye din humein un bahaduron ki yaad dilata hai jinhu ne apne khoon se azadi ka chiraag jalaya,
aur humein ye yaqeen dilata hai ke jab tak hamare dil me Pakistan ki mohabbat hai,
koi taqat humein jhuka nahi sakti.
Aao aaj ke din ye ahad karein ke hum apne watan ki hifazat, taraqqi aur khushhali ke liye
har mumkin qadam uthayenge.
Pakistan Zindabad! ๐ต๐ฐโจ"