Israil when the fill alone then like this page....

09/26/2022

Thanks for your support for our new advertising start up

01/22/2017

हक़ीक़त मे ज़िन्दगी एक ऐसी प्यास हैं जो कभी बुझती नहीं पर ख़त्म जरूर हो जाती हैं,
और मौत वो पानी हैं, जिसे पीकर कोई प्यास बुझाना नहीं चाहता, मगर प्यास अक्सर वही बुझाती हैं!!!

-nil patel

01/22/2017

घडी की सुइयां चलती चली गयी
हम देखते रहे,
जब मौत सामने हैं तो ख्वाहिशें जग उठी जीने की,
अब तक तो ज़िंदा होते हुए भी रोज खुद को मारते रहे

-nil patel

Top 15 indian...
01/20/2017

Top 15 indian...

04/13/2016

कैप्सूल खा के बनाई हुई बॉडी
जमीन बेचकर आया हुआ पैसा
फेसबुक पर उपजा हुआ प्रेम
व्हाट्सऐप पर पाया हुआ ज्ञान
कभी नहीं टिकता
चाणक्य लिखना भूल गए थे,सोचा मैं ही
बता द

04/12/2016

Good girls are found in every corner
of earth. But unfortunately earth is
round.

04/12/2016

I’m sorry. I constantly want
to talk to you. I’m sorry
when you take long to reply, I get sad. I’m
sorry if I say things that might p**s you off.
I’m sorry if I come off as annoying. I’m
sorry if you don’t wanna talk to me as
much as I wanna talk to you. I’m sorry if I
tell you about my pointless drama when
you don’t really care. I’m sorry if I come
off as being clingy, but it’s just me missing
you.

10/04/2013

Awsm..
EVERY SMOKER Must Read
Agr Hm Smokers Na Ho To
Is Dunia Me
Kya Hota...?
1. Cigrette Compnies Bnd Ho
Jati..
2. Match Box Nd Lighter
Cmpnies Bnd
Ho Jati..
3. Center Fresh ki Cmpny
Bnd Ho Jati..
( Ye Khane K Bad Hi Ghr Me
Kadam
Rkhte H )
4. Doctors K Clinic Bnd Pd
Jate..( Coz
Cncer Ka Ilaz Kaun Krta )
5. Sb Girls Ko Hmse Pyar Ho
Jata...( cz
Gals Hate Smokers )
6. Tea Stalls Nd Pan
Bhandars Khali
Pde Rhte..
Smoker Bhaiyo Hm Na Ho To
Kitne Log
Bhookhe Mr Jaye..
Have Proud..

10/02/2013

“An attitude of gratitude
brings great things.”

10/01/2013

Train me 2 aadmi safar kar
rahe the.
1st - Kahan se aa rahe ho...??
2nd - Delhi se
1st - Wahan se to main bhi
araha
hun...
Delhi me kahan se aa rahe
ho...??
2nd - Karol Bagh se
1st - Wahan se to main bhi
aa raha
hun ye batao Karol bagh me
kahan se aa rahe ho....??
2nd - Street 2 se.
1st - Wahan se to main bhi
aa raha
hun ye batao street 2 se kis
ke ghar se aa rahe ho.....??
2nd - Pappu ji ke ghar se
1st - Wahaan se to main bhi
aa raha
hun aacha ye batao kahaan
jaa rahe ho....??
Itne mein Aaas paas ke
musafiron ne tang aake kaha
akhir tum dono ho kaun....??
Dono bole - Hum dono bhai
hain,
time pass kar rahe hai.....

10/01/2013

Bass.. Bass itni hi kahaani thi
meri..
Ek kitab thi jise maine
semester
bhar chhua nai
tha. ek kuch teachers the jo
abhi
bhi iss ummeed me the ki
shayad
launda pass
ho jaye. do roomie the jo
pagal
the. Ek aur kitab
thi jo course ki nai thi jise
mai 3
baar padh
chuka tha.mera lappy tha,
mobile
tha, daru ki
bottlen thi, aur ye ek dimag
tha jo
hamara sath
chhod chuka tha, aur ye ek
hamara dil tha jisme
ab bhi himmat baki thi. hum
padh
sakte the, par
kiske liye, hum fod sakte the
par
kiske liye.
mere dost, hostel, college
ki.galiyan, sab mujhse
chhut raha tha, par rakh bhi
kiske
liye lete.
mere dil ki takat ya to mujhe
pass
kara sakti thi
ya meri watt laga sakti thi...
par
sala ab padhe
kaun, kaun fir se mehnat
kare
xerox karane ko,
notes ratane ko. Abe koi to
awaaz
de ke rok lo,
ye faculty jo class me har roz
hamari lete rehte
hain, aaj bhi agar theek se
padhaye to mahadev
ki kasam top kar jayen...par
nahi,
ab sala mood
nai hai, kitab band kar lene
me hi
sukh hai,
notes rakh dene me hi bhalai
hai.
Par uthenge kisi roz, back
papers
clear karwane
ko,.b.tech pass ho jane ko,
garv se
engineer
kehlaneko..!!

09/30/2013

Awesome...
Ek ladka ek ladki ko bahut
chahta tha..
ladke ne purpose kia aur
ladki boli,
Teri 1 month ki pocket
money mera roz ka
kharcha hai ...
I cnt love u..
Phir bhi wo usko chahta rha..
aur 10 saal baad wo 1 m
Shokeen Gabruall me
mile,
ladki ne kaha mera husband
1 bahut badi
company me job karta hai
uski salary 1,00,000/-
per month hai
aur wo bahut hoshiyar hai.,
ye sunkar ladke ki ankh me
ansu nikal aye..Att
WAdi
Thodi der me ladki ka
husband aya uski nazar us
ladke par padi aur kaha Sir
aap yaha ???
Usne apni wife se kaha ye
meri company ke
malik hai
aur 1 saal ka 2,000/- crorre
ka turn over hai
aur kaha...
Sir 1 ladki ko bahut chahte
hai isliye aj tak shadi
nai ki..
Its true love...
Zindgi bas ek pal ki mohtaj
nai hoti bas waqt
use bana deta hai.

Address

4311 El Cid Cir Las Vegas
San Diego, CA

Telephone

+16194320563

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Israil posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share