01/06/2026
ACTOR RAGHUVIR SHAAHH AS RAKTCHANDAAL – THE DARK TRIBAL KILLER
AGLA NO. TERA HAI.
Aa gaya tera Kaal...
Raktchandaal — Rakt ka pyaasa, Shamshaan ka pehredaar.
Na daya. Na kshama. Na pachtava.
Jungle ke andheron mein janma, Bhay aur maut ke beech pala, Ek aisa tribal shikari jiske kadmon ki aahat bhi maut ka sandesh laati hai.
Yeh sirf ek qaatil nahi... Yeh ek kahaani hai andhkaar ki.
A dark character portrayal by Actor Raghuvir Shaahh, presented without dialogues.
Main aa raha hoon...
Agla Shikaar.