22/07/2021
Assalamualaikum ww Aaj Eid Al Adha ke mauke par Jalna Shahar ke Alag Alag mohalle ummat bachao taherek ke taraf sai Safai abhiyan chalaya gaya jes mai ummat bachao taherek ke Adhyaksh shaikh Abdul Hamid Sahab . Sayyad Shabbir. Aslam pahelwan qureshi. Aur Unke sabhi Sathiyo ka tahe Dil se shukriya ...