26/08/2026
Pakistan ka matlab hi "La Ilaha Illallah" hai 🇵🇰
Aur "La Ilaha Illallah" ki roshni humein Hazoor Nabi Kareem ﷺ se mili.
Aaj unki wiladat ka din hai - 12 Rabi-ul-Awwal 🌙
Ahad karte hain ke apni zindagi ko unki seerat ke mutabiq banayenge.
Allahumma Salli Ala Sayyidina Muhammad ﷺ
12 Rabi-ul-Awwal Mubarak ho aap sab ko ❤️
Comment me "SubhanAllah" likh kar sawab hasil karein 👇