31/07/2026
[ZATV Par KhushAamdeed]Kya hum sach mein Muhammad ﷺ ke umati kehne ke laiq hain? Aaj is video mein hum baat karenge us azeem hasti ki jo raatun ko uth uth kar apni ummat ke liye rote the, jinhon ne Taif ke maidan mein patthar kha kar bhi bad-dua nahi di, aur jo apni aakhri sans tak "Umati, Umati" pukarte rahe.Hum us Pyare Nabi ﷺ ki ummat hain jinhon ne hamare liye bhook bardasht ki, lekin shikayat nahi ki. Magar aaj hamara kya haal hai? Kya hum un ke bataye huwe raste par chal rahe hain? Yeh video hamare imaan ko janjhorne aur hamein apna muhasba karne ki dawat deti hai.Video ko zaroor aakhri tak dekhein, khud bhi badlein aur doosron ke sath bhi share karein. Channel ko Subscribe karna mat bhoolein!